Powered By Blogger

Tuesday, May 27, 2008



ALL SoNgs OF jaL PaRI ATiF 1sT ALbUm ReLeSeD 2004

LyRicS


AADAT

najane kab se .umeedein kuch baki hain
mujhe phir bhi teri yaad kiun aati hai
najane kab seEeEeY

duur jitna bhi tu mujhsee
pass terey meinnn..
ab to adat si hai mujhkoooo
aise jiney mein

zindagi se koii... shikhvaa hi naii haii
ab to zindaa hoon.. main iss neeley.... asmaan meinn...
chahat aisi haii yeh terii....
barhti jayeee......
ahat aisi hai yeh terii.....
mujhe ko stayee........

yadein gehri hain... itnii...
dil doob jayee....
aur ankhon mein yeh ghuum.....
num bun jayeee......
hehehay....oo.....hooo....
ab to adat sii... haii mujhkooo aise jeeneyy meinnn
hehe..... hoho.....

sabhii rateein haiinn....
sabhi baatein haiiiinnn.....
bhula doo unheiinn...........
mita doo unheiinnnnnn.....
ab to adat si hai mujhkooooooo0o0o..

EHSAAS

main ik fard hoon ya ik ehsaas hoon
main ik jism hoon ya rooh ki pyaas hoon
ke such ki talaash hai duur akaash hai
manzil paas nahin kya tu mere paas hai

kabhi main amal hoon kabhi bay amal hoon
gar tujh main nahin tou phir bay mehail hoon
ke such ki talaash hai duur akaash hai
manzil paas nahin kya tu mere paas hai

ZINDAGI

rangoon main khwaboon main hum sabih
naynun main akhiyan main tum jo kabhi
apnay haath zara tu utha le
maang le rub se dua
ke woh baant de sari khushiyaan
bhula de saray ghum
ke rahain hum rangoon main
ke rahain hum khwaboon main
zaindagi zara tu jhoom le
apnay gird zara tu dekh le
baant de saari khushiyaan
bhula de saray ghum
ke rahain hum rangoon main

YAQEEN

aaj dil dukha hai
tum yaad aaye
anjanay loog hain
apnay kahan dhoond payein

jagay hain sooye nahin
aisi hai yeh meri baichaini
din bhi wohi raatein wohi
sansoon main sansain hain nahin

shamain ab dhalti nahin
anchal jo tera simat jaye
aap yahan hamesha rahein
duuri rahay na houn faslay

ab agar tum milay to
itna yaqeen hai
hans deinge hum to
roona nahin hai

TEHZEEB

tehzeeb kahan milaygi
tujhay is wehshat main
aur pyar kahan milayga
tujhay is shehar main
dil chup raha kuch na kaha
suna ghum judayi ka bara
mujhay aazma, sun le dua
kyun tu rahay youn khafa
aaitabar kahan milayga
tujhay is shehar main
aur pyar kahan milayga
tujhay is shehar main
khwaabon main aa
chehra dekha
raaton ko de din naya
mujhay aazma, sun le dua
kyun tu rahay youn khafa

MAHI VE

mahi ve
tere dilan diyan galaan mainu
luk luk dain hawavan
jidoun badal garjay saa ruk jaaway
akhaan tainu waikhan
hanjuu muk jaanday
kadi aa maiya we saday wairay
muk janay nay way
saray wichoray
soona lag we sara
mainu bula way
kadi main we o na qadar na paway
kadi aa maiya way saaday wairay
muk jaanrain nay way
saray wichoray
mahi ve
teray dilan diyan galaan mainu
luk luk dain hawavan

BHEEGI YAADEIN

bheegi bheegi yaadein
bheegi bheegi yaadein

na main janoon
na tu janay
kaisa hai yeh aalam
koi na janay
phir kyun hai yeh tanhai
kaisi hai yeh ruswayi
gum hogaye tum
kho gaye hum
woh lamhay, woh raatein
andhi ho ya toofan ho
mere mun main rahay tu sada
koi apna ho ya paraya ho
ussay dhoondoon main kahan
to kyun hai yeh tanhai
kaisi hai yeh ruswaayi
gum hogaye tum
kho gaye hum
woh lamhay, raatein
koi na janay
thi kaisi baatein
woh barsatein
woh bheegi bheegi yaadein
woh bheegi bheegi yaadein

sagar ki in lehroon se
gehra hai mera pyaar
sehraoon ki in huwaoon main
kaisay ayegi bahar

to kyun hai yeh tanhai
kaisi hai yeh ruswayi
gum hogaye tum
kho gaye hum

woh lamhay, woh raatein
koi na janay
thi kaisi baatein
woh barsatein
woh bheegi bheegi yaadein
woh bheegi bheegi yaadein

woh lamhay, woh raatein
koi na janay
woh bheegi bheegi yaadein

woh lamhay, woh raatein
koi na janay
bheegi yaadein

woh lamhay, woh raatein
koi na janaay
bheegi yaadein

woh lamhay, woh raatein
koi na janay
bheegi yaadein

woh lamhay!

GAL SUN JA

gal sun ja tu meri, oo jaan waliya
tainu rub da hee raakha oo jaan waliya
chugiyaan wich main lab de phiraan
paniyaan de main sair karaan
tere baajoun nahin lagda aa jee way
hanju hunn mere sukhday nahin way
jad tak mainu tuun na theinwain
tad tak nahin oo balnay main deeway

gal sun ja tu meri, oo jaan waliya
tainu rub da hee raakha oo jaan waliya
chugiyaan wich main lab de phiraan
paniyaan de main sair karaan
ni main andar bahar jaawan
tere aan diyan na pawaan
baithi rawaan main piplaan di chawaan
rainde loog mainu kamli haawaan
gal sun ja

Jal Pari

mujhse kahe
ek jalpari
doob jane do
jal mein kahin

dil ki lagi
kehne lagi
ruk jaane do
tehr jaane do
jal mein kahin
jal mein kahin

so jane do
chup jaane do
lehro mein kahin
doob jane do

shor na karo yaro
aankh hai lagi
behl jaane do yaar
jal mein kahin
jal mein kahin
jal mein kahin
jal mein kahin

oo re piya
kehta jiya
tu hai kahan
mein hoon yahan
jal mein kahin
jal mein kahin
jal mein kahin
jal mein kahin

jal mein kahin
jal mein kahin

No comments: